Page 1 of 3

Urdu MCQs

Posted: Fri Feb 10, 2012 9:39 am
by farasat_ali
(1)Urdu Poetry ka Phala Shahibay Dewaan............................. Wali Dakni(2) Urdu Poetry ka Bawa Adam...........................................Wali Dakni(3)Urdu Poetry ka phal Ghazal Go poet..................................Wali Dakni(4)Mir Taqqi mir ki Ghalon k Dewaan....................................6(5)Urdu Mualli k Khaliq........................................................Ghalib(6)Urdu ki phali Shaera.......................................................Mahay Laqqa(7)First novel of Urdu.........................................................Maratul Uroos(8)Sufi Poet of Urdu...........................................................Khawja Mir Dard(9)Urdu ka phal word kaha say milta hai....................................Tuzkay Babri(10)Hiyatay Javaid Altaf Hussain Hali.......................................Sir Syed Ahmad Khan k Bary may(11)Khudaye Sakhan...........................................................Mir Taqqi Mir(12)Musaddas k ek band may kitnay misray hotay hain...................6(13)Saant may 14 Missray hotay hain.......................................Nazam ki qissam(14)Urdu ka phal Baghi Poet..................................................Mirza Ghalib(15)Shair ka matlab...........................................................Kuch Daryafat karna(16)urdu daramy ka shakespear kis ko kaha jata hai.....................AAgha Hashar(17)anarkali kis ka darama hai..............................................Imtiaz Ali taj(18)iqbal ki shaeri ka pehla majmowa kon sa tha.........................Baang e Darra

Re: Urdu MCQs

Posted: Fri Feb 10, 2012 9:48 am
by naveed143smile
1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai.Shahnama Islam2)"Baray aalu ka kuch bayan ho jaye"_____ka mazahya mazmoon hai.Mushtaq Ahmad Yousafi3)"Manzil e shab"_____ka majmooa'e kalam hai.Mukhtar sadiiqui4)Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai.Ch.Afzal haq5)Nazm "Manto" kis shairi majmooa mein hai?Shab e rafta6)"Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho"____ka misraa haiMirza Ghalib7)Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai.Sir Syed Ahmad khan8)Heart Attack______ki nazm hai.Faiz Ahmad faiz9)Naeem_____ka kirdaar hai.Udaas naslen10)_____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta rahay..Mirza Ghalib11)"Aik Khadim e Khalq ki kahani"_____ki tehreer kerda hai.Ch.Afzal haq12)Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua?193013)____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi.Faiz Ahmad Faiz14"Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein"_____ka misraa hai.Iqbal15)"be'khudi le gayi kahan ham kodaer se intezaar hai apna"______ka sher haiMeer taqi Meer16)Prof Sohail____ka kirdaar hai.Raja Gidh17)Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue,Anjuman e Panjab18)Shibli Naumani ki "Seerat un Nabi" ko ____ne mukammal kiaSyed Suleman Nadvi19)Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai.Faiz Ahmad faiz 20-aamon ki tareef mein masnavi kis ne likhi?21-Meer ki aik Masnavi ka unwaan____haikhawb o khayal22-Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama Iqbal ne "Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai?uneesveen sadi23-Khakim ba'dehan mein khaakon ki tadaad?824-Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.325-Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain?626-Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain?427-Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia haiMaazi28-Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai?5th29-"Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain" kis ka qaul hai?Dr.Zaheer fateh poori30-Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai.197131-Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay haindaihi(rural)32-Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai?shaayiri33-Faiz ki shayiri____shaiyiri haisamaaji34-chand ham aser mash'hoor adeebon k____hainkhaakay35-_____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi haiGhalib36-______shaa'ir,afsana nigaar aur naqqadAhmad Nadeem Qasmi37-_____Bang e dara ki nazm haitaloo e Islam38-Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain339-Deewan e Ghalib ki pehli ghazal ka matla'a?Kisi ko pata ho to mujy zror dass dy

Re: Urdu MCQs

Posted: Fri Feb 10, 2012 9:59 am
by farasat_ali
Naqsh Faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka,kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka.

Re: Urdu MCQs

Posted: Fri Feb 10, 2012 3:37 pm
by mshahid681
shab-e-rafta & manzl e shab kis ki tsanif hn?

Re: Urdu MCQs

Posted: Fri Feb 10, 2012 3:41 pm
by naveed143smile
mshahid681 wrote:shab-e-rafta & manzl e shab kis ki tsanif hn?
majeed amjad

Re: Urdu MCQs

Posted: Fri Feb 10, 2012 4:12 pm
by haidarkarnalvi
@frasat-aliurdu poetry ka pehla sahib dewan poet sultan quli qutab shah hajb k wali dakni ko urdu gazal ka bawa-e-aadam kaha jata ha.Plz make necessary corrections.

Re: Urdu MCQs

Posted: Sat Feb 11, 2012 12:02 pm
by farasat_ali
haidarkarnalvi wrote:@frasat-aliurdu poetry ka pehla sahib dewan poet sultan quli qutab shah hajb k wali dakni ko urdu gazal ka bawa-e-aadam kaha jata ha.Plz make necessary corrections.
yes you are right wrongly typed

Re: Urdu MCQs

Posted: Sat Feb 11, 2012 11:27 pm
by Nawab
Famous Poets and their Real NamesMir Anees == Babar AliAhmad Fazar == Syed Ahmad ShahHabib Jalib == Habib AhmadJosh Malahiabad == Shabir Ahmad KhanHasrat Mohani == Fazal-ul-HassanDagh Dehlvi == Nawab IbrahimSahir Ludhayanwi == Abdul HayeeQateel Shafai == AurunzaibNazir Akbarabad == Muhamamd WaliQabil Ajmeri == Abdul RahimQamar Jalalvi == Syed Muhamamd HussainAndleeb Shadani == Wajahat HussainMirza Dabeer == Mirza Salamat AliQalandar Baksh Jurat == Yahya

Re: Urdu MCQs

Posted: Mon Feb 13, 2012 5:00 pm
by Nawab
1) Awami Shair kiss ko Kehtay hain ?2) Aab-e-Gum Kiss kee Kitab Hai ?3) Quran Pak ka urdu mein pehla Ba mahawara Tarjama kis nay kia?4) Urdu Adab Ka pehla Safarnama Nigar kon hai ?5) Bait ul Ghazal kissay Kehtay hain ?6) Urdu Kis zaban Ka lafaz hai ?7) Urdu Ka pehla Akhbar Konsa hai ?8) Ladlay nawab Kis ka Kirdar hai ?9) Javid Naama Kis year mein shai hoi ?10) Urdu Defence Society Kab Qaim Hoi ?In Question k jawab day kar Apni Knowledge test karain ... Naql Lagana Manna Hai

Re: Urdu MCQs

Posted: Mon Feb 13, 2012 9:22 pm
by ravian786
dear seniors,I am pathetic in urdu and had always attempted every paper in english...I have poor writing and urdu knowledge I have Dogarson,s urdu general (pcs) (objective + subjective) by saleem akhtarand Pilot super one Aena Quwaid-o-Insha by Abu khalid saddique (khalid book depot)are they enough for urdu...I mean i just wanna get reasonable scoreregards